Wednesday, June 3, 2009

Na koi saath aaya hai na koi saath jayegaan

Na koi saath aaya hai, na koi saath jayegaan…
...Na koi saath aaya hai, na koi saath jayegaan…

Yeh zindangi dekhlathi hai khel har dum naye naye…
Hum Sab bhag rahe hai lekar kadam bade bade…
Lekin yeh bhi nahi pata humkoon ..
ki is race mien kab tak main daud paongaan....

Na koi saath aaya tha, na koi saath jayegaan…

Dokha dena … jooth bolana.. lagta hai bada aaram sa ..
bura rasta deekhtha hi hai sabko aasaan sa …
Lekin yeh rasta bhi to ek din band ho jayegaan….
Uss din shayad koi nazar nahi aayegaan..
Shayad tu apni parchaai se bhi darr jayegaan..

Na koi saath aaya hai, na koi saath jayegaan…

Yeh jeevan ek khel hai…. Sab yahi chood tu jeyegaan…
Kaun hai ma baap aur kaun hai patni….
Sab hai rishtey lalach ke… yeh to jaan na payegaan
Phir bhi lalach badtha hi jayegaan, lekin ek din to enko bhi chod chala jayegaan…

Na koi saath aaya hai, na koi saath jayegaan…
Na koi saath aaya hai, na koi saath jayegaan…